We use cookies and other technologies on this website to enhance your user experience.
By clicking any link on this page you are giving your consent to our Privacy Policy and Cookies Policy.

Über Azkaar

Subah Wo Shaam Unser Baad Namaz Ke Azkaar

Dua Aysi Ibadat Hai Jis ke liye koi din ya waqt muqarrar nahi balki har lamha mangne ​​ki ijazat hai magar Rasoolullah Sallallahu aliyhe wa sallam ne kuch duaawon ke awqaat batlaye hain maslan namaz azar wobaad .

Subah ke Azkaar Namaz-e-Fajr ke baad se tulue shams tak padhna Afzal hai.

Shaam ke Azkaar Namaz-e-Asr se gurube Shams tak padhna afzal hai.

Musibaton our Ghamaon se najaat pane ke liye Zikr wo Azkaar se Zayada Mazboot koi hathyaar nahi Allah tala momin kafir sab ki hifazat karta hai magar ek momin jab Zikr wo Azkaar ka Ehtamam karta husus to Allah uski k

Iss App Haupt Koran aur Sahi Hadeet se saabit shuda azkaar hallo jama kiye gaye hain.

صبح وشام اوربعد نمازکے أذكار

Subah Wo Shaam Unser Baad Namaz Ke Azkaar

الحمد لله وحده والصلاة والسلام على من لا نبي بعده ۔

Momin ke liye Allah ki yaad se badh kar koi cheez itminane qalb ka bais nahi hai Allah tala ka irshad hai.

" ألا بذكر الله تطمئن القلوب "

"Sun lo Allah ki yaad se hi dilon ko itminan naseeb hota hai".

Hum sab Allah tala ki rahmat ke muhtaj hain , ek Momin par jab musibat ati hai to woh apne Rab ki chaokhat par jhuk jata hai.our hona bhi yahi chahiye q ki wahi musibaton ko door kar sakta hai .

Allah tala ka irshad hai.

" يا أيها الذين آمنو ااذکر و االلہ ذکر ا كثيرا وسبحوه بكرة وأصيلا "

"Aye imaan walo Allah ka zikr bahut ziyada karo unsere Subah wo Shaam Allah ki Tasbeeh (pakizgi) bayan karo".

is ayate karima main Allah tala Momineen ko mukhatab karte huwe farmata hai ki Allah ka zikr kasrat se karo unser khas taur se subah wo shaam Allah ko yaad karo unser uski paki bayan karo .

ek Musalman jab zikr wo Azkaar karta hai khas taur se subah wo shaam ke azkaar ka ehtamam karta hai zu woh jadu , nazre bad , hasad unsere khabees jinnaat wo shayateen se mahfooz rahta hai .

lihaza har Musalman ko chahiye ki in Masnon Azkaar ka ihtamam karen, ist ko padhne se neyki bhi milegi unser hifazat bhi hogi.

Akhir main Allah tala se dua hi woh ist adna si koshish ko qabool farmaye unser zakhirae Akhirat banaye.

Ameen ...

Was ist neu in der neuesten Version 5.0

Last updated on Apr 4, 2022

Adding audio
Azkaar in offline mode
fixed some bugs

Übersetzung wird geladen...

Zusätzliche APP Informationen

Aktuelle Version

Azkaar Update anfordern 5.0

Von hochgeladen

ผู้บ่าว ไทบ้าน

Erforderliche Android-Version

Android 4.1+

Available on

Erhalt Azkaar auf Google Play

Mehr anzeigen

Azkaar Screenshots

Sprachen
Abonnieren Sie APKPure
Erhalten Sie als der Erste den Zugang zu Vorabversionen, Neuigkeiten und Anleitungen der besten Android-Spiele und -Apps.
Nein, danke
Anmeldung
Erfolgreich abonniert!
Sie haben jetzt APKPure abonniert.
Abonnieren Sie APKPure
Erhalten Sie als der Erste den Zugang zu Vorabversionen, Neuigkeiten und Anleitungen der besten Android-Spiele und -Apps.
Nein, danke
Anmeldung
Erfolg!
Sie sind jetzt unseren Newsletter abonniert.