Usar la aplicación APKPure
Obtener Pyare Nabi(PBUH) ki Sunnatain versión histórica en Android
Pyare Nabi (SAW) Ki Pyari Sunnatain escrito por Maulana Hakeem Muhammad Akhtar
Seerat un Nabi Book Pyare Nabi (SAW) Ki Pyari Sunnatain escrito por Shaikh ul Arab Wa Ajam Hazrat Maulana Shah Hakeem Muhammad Akhtar Saheb (RA) Descarga gratuita o lee en línea el libro de texto en urdu islámico. Este libro contiene un hermoso libro Urdu Islami Pyare Nabi (PBUH) ki Pyari Sunnatain, Sunnat es la forma de vida prescrita como normativa para los musulmanes sobre la base de las enseñanzas y prácticas del profeta islámico Mahoma (SAW) y las interpretaciones del Corán. Este libro describe la sunnah y DUA para vivir una buena vida y completar la acción de una buena manera, incluida la sunnah para comer, beber, dormir, bañarse y sobre Masjid, la casa y el baño; en resumen, cubre todos los aspectos de la vida. También puede encontrar Urdu Sirat Books Seerat Un Nabi In Urdu por Allama Shibli Nomani y Atlas Seerat-un-Nabi (PBUH) Por Dr. Shauqi Abu Khalil mucho más en este archivo. Hay la mayoría de las Sunnats del Profeta Muhammad, la paz sea con él, en la mayoría de los expertos de la vida.
Pyare Nabi s.a.w ki Pyari Sunnaten libro escrito por Maulana Hakeem Muhammad Akhtar Sahib. Este libro contiene colecciones Sunnah relacionadas con la vida de nuestro Santo Profeta, Sallallahu Alaihi Wasallam, en la rutina diaria en idioma urdu.
El libro islámico en urdu "Pyaray Nabi Ki Pyari Sunnatein escrito por Maulana Hakeem Muhammad Akhtar Sahib" ya está disponible en In UrduGuest Site en un documento PDF de alta calidad para el estudio de nuestros visitantes.
NAQSH E QADAM NABI KE HAIN JANNAT KE RAASTE,
ALLAH SE MILATE HAIN SUNNAT KE RAASTE
Hadiz mai hai ke Nabi (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne irshad farmaya:
Jis Shakhs ne Meri Sunnat ki Hifazat ki (Dil o Jaan se isko mazboot pakda aur ispar amal kiya) a ALLAH Ta'ala 4 baaton se iska ikraam karega.
1) Nek Logo ke Dilo me iski Mohabbat paida karega.
2) Fajir aur Badkar Logo ke Dilo me Haibat daal dega.
3) Rizq me Wus'at aur Barkat ataa karega.
4) Deen me pukhtagi Naseeb farmayega.
(Sharah Sharatul Islam: Página:8, Syed Ali Zadah)
Wazu aur Miswak ki Sunnatain
Jub zarurat se farig hon to wazu karna chahiye aur jub wazu Karen to in sunnaton ka lihaz rakhen, hamara wazu hamare Rasool sallaallahu alaihi wasallam ki pyari sunnaton k sath ada hojaye. Kis qadar khush nasibi ki baat hai.
********{Miswak}***********
Corán Majeed ki tilawat k waqt, Muh me badbo k ehsas k waqt, Neend se bedar hote waqt, aur wazu karte waqt in tamam Mawaqe pr Miswak krte huwe Aadmi apne Muh ko saaf bhi rakh skta hai aur apne Rub ko razi bhi kr skta hai , Aur bisiyoon martaba isi sunnat per amalkrte huwe Ajr-o-Sawab ka Zakhira bhi kr skta hai, Huzoor sallaallahu alaihi wasallam ne Irshad Farmaya: “ Miswak muh ki Pakizgi ka Zariya aur rub ki Khushnudi ka sabab hai”. (Ahmed)
SHARA'IT Y NAMAZ
Shara'it y Namaz 7 hain:
1) Badan ka Paak hona.
2) Kapde ka Paak hona.
3) Jagah ka Paak hona.
4) Satar (Naaf se Ghutne tak ka hisse) ka chupana.
5) Namaz ka Waqt hona.
6) Qiblah ki taraf munh karna.
7) Niyyat karma.
NAMAZ KE FARA'IZ
Namaz ke Fara'iz 6 hain:
1) Takbir e Tahrima yani "ALLAHU AKBAR" kehna.
2) Qiyaam yani khada hona.
3) Qira'at yani Qur'an ki 3 choti Aayaat ya 1 badi Aayat ka parhna.
4) Ruku'a karna.
5) Dono Sajde karna.
6) Qa'ada e Akhirah me Tash'hud ki miqdar baithna.
Los siguientes temas se han cubierto en esta aplicación:
- WAJIBAAT Y NAMAZ
- Namaz k 14 Wajibaat hain.
- NAMAZ KI 51 SUNNATEIN
- QIYAAM ME 11 SUNNATE HAIN.
- Qira'at ki 7 Sunnate hain.
- Ruku'a ki 8 soleada.
- Sajde ki 12 soleada
- Qaidah ki 13 sunnate.
- Guftagu ki Sunnatain
- Timardari (Iyadat) ki Sunnatain
-Cheenk Laine ki Sunnatain
- Khane se Pehle aur Baad ki Sunnatain
- Pani Peene ki Sunnatain
- Jumah k Din ki Sunnatain
- H A D E E S
-Aamale Juma
- JUMMA KI SUNNATE
- Sone se Pehle aur Baad ki Sunnatain
- Majlis se Uthte waqt ki Sunnatain
- Tilawat-e-Quran k 2 Ejem Aadab
- Tilawat-e-Corán ki Sunnatain
-Kapde Pahnne ki Sunnatain
- Kisi k Ghar me Jate waqt ki Sunnatain
-Mehman Nawazi ki Sunnatain
- Khane se Pehle aur Baad ki Sunnatain
Last updated on 25/06/2022
Minor bug fixes and improvements. Install or update to the newest version to check it out!
Presentado por
ملت يونس خالد
Requisitos
Android 4.4+
Categoría
Reportar
Pyare Nabi(PBUH) ki Sunnatain
1.0 by Pak Appz
25/06/2022