Use APKPure App
Get Fazail e Tauba Gunaho ki Mafi old version APK for Android
Tauba Krnay ki bhut fazeelat ha lakin agr suchy dil aur niyat se ki jae to.
Tauba Krnay ki bhut fazeelat ha lakin agr suchy dil aur niyat se ki jae to. Tauba karna her sakhs par farz ha, jo apni taraf se honey walay gunaho ko jaan lay, chahy wo gunahe kabira ho ya phr gunah sagera, aur tauba tmam faraiz ki asal ha. Hazrat Sufiyan Farmaty hn:
Tauba is Umet par ALLAH (azw) ki Namaton main se 1 nemat ha Jo k pichli Umeto par na thi, aur Bani Israel ki Tauba khud ko Qatal karna thi.
Ramazan ka Mubarak mahina hai is mahine k taaluq se nabi(pbuh) ne farmaya k jisne ye mahina paaya aur usne apni maghfirat na karwali uspar laanat hai.(sahih bukhari).aur isi tarha Allah taala quran me farma raha hai k " aye iman walo! Allah taala k huzoor sacchi tauba karo ".(tahreem - 8)is liye hame is Mubarak mahine me apni ki gayi qataon se tauba karni chahiye take hamari bhi maghfirat is Mubarak mahine me hojaye.
Gunahaon ko haqeer samajhna:
aksar ye dekha jaata hai k log apne gunahaon ko haqeer jante hain aur kahte hain k aaj k daur me ye to koi bara gunah nahi hai.log is se bare bare gunah karte hain.laikin hazrat anas raziAllahu anhu farmate hain k " tum aise kaam karte ho jo tumhari nazraon me baal se bhi chote hain jabke hum inhe nabi(pbuh) k zamane me halaak kardene wale shumar karte thei.(sahih bukhari).
Isi tarha ibn e masood raziAllahu anhu farmate hain k " momin apne gunahaon ko yun dekhta hai jaise woe k pahar k daaman me baitha ho.aur darta hai k kahin wo ispar gir na pare.
Tauba ki sharayat:
Tauba ki chund ek sharayat jo ulma aur salf saaleheen ne batlaayi hain wo ye hain.
1. Is gunah ko fauran turk kia jaaye.
2. Apne gunahaon par naadim ho.
3. Aayinda se wo ye kaam na karne ka pukhta ahad kare.
4. Jinpar isne zulm kia hai.inke huqooq wapus kare ya inse muafi maang le.
Allah kitna raheem hai k usne 100 logaon k qaatil ko bhi muaf farmadia to hame kyun nahi karsakta.isliye hame ziada se ziada is mah me tauba o astaghfaar karte rahna chahiye taake hamari bhi maghfirat hosake.
App has these functionalities:
1) HD format images
2) Full listing.
3) Easy navigation between the pages
4) Easy User interface.
5) Pinch To zoom the pages
6) You can swipe to change the page
More Surah like SURAH YASEEN( Yasin the Heart of QURAN Shareef), Surah Mulk, Surah Sajdah, Surah Mariyam, Surah IKHLAS, Surah Toba, Surah Kahf, Surah Waqia, Surah Rehman, Surah Fateh, Surah Muzamil, Surah Yusuf, Surah Bakra, Surah Surah Waqia, Surah Muhammad, Surah Jin and Quran e pak Rabi ul awal melad e mustafa, jashne eid melad un nabi, learn beauty parlor course in urdu, learn english in urdu in 10 days only, weight loss tips, darood taaj (tajj), Yajooj Majooj(sign of the day of judgment), car racing game, monster truck racing game, learn about namaz, Namaz ka Darust tareeka, Mukamal Namaz, learn how to offer the prayers, Apna Wazan kam karen weight loss tips, 6 Kalmy, Wozo ka tarika, Hussan e Muhammad SAW, Jamal Mustafa, Darood e Taj(Taaj) , Learn English,Azaan k jawab ka sawab, 99 Allah Names(Asma Ul Husna) in English, Qurani Wazaif In Urdu Language, 99 Allah Names(Asma Ul Husna) in Urdu/Arabic, Six Kalmai, Taharat Ka Biyan, Wazo ka Tariqa, Gussal ka Tariqa, Tayammum Ka Biyan, Namaz Ka Biyan, Namaz e Jumma, Namaz Ki Niyyat, Azan, Takbeer ya Akamat, Azkar e Namaz, Tasmeeh, Namaz Ka Tariqa, Mard ar Aurat ki Namaz ka farq, Guide of All Namaz, Masnoo Duaeen, Ramazan ki fazeelat, Ramazan k masail, Zakat k masail aur fazail, Falnama Hazrat Ali etc from this forum.
Uploaded by
هواش عطالله
Requires Android
Android 2.3.2+
Category
12.0 MB Jun 20, 2017
12.0 MB Jun 20, 2017
12.0 MB Oct 22, 2016
12.0 MB Oct 22, 2016
12.0 MB Sep 25, 2016
12.0 MB Sep 25, 2016
Use APKPure App
Get Fazail e Tauba Gunaho ki Mafi old version APK for Android
Use APKPure App
Get Fazail e Tauba Gunaho ki Mafi old version APK for Android