Use APKPure App
Get Pyare Nabi(PBUH) ki Sunnatain old version APK for Android
téléchargez nabi ki sunnat ki kitab en ourdou et partagez-le avec vos amis.
Seerat un Nabi Book Pyare Nabi (SAW) Ki Pyari Sunnatain écrit par Shaikh ul Arab Wa Ajam Hazrat Maulana Shah Hakeem Muhammad Akhtar Saheb (RA) Téléchargez gratuitement ou lisez en ligne le livre pdf islamique ourdou. Ce livre contient un beau livre ourdou islamique Pyare Nabi (PBUH) ki Pyari Sunnatain, Sunnat est le mode de vie prescrit comme normatif pour les musulmans sur la base des enseignements et des pratiques du prophète islamique Muhammad (SAW) et des interprétations du Coran. Ce livre décrit la sunna et la DUA pour vivre une bonne vie et accomplir des actions de la bonne manière, y compris la sunna pour manger, boire, dormir et se baigner, et sur la mosquée, la maison et les toilettes, en bref, il couvre tous les aspects de la vie. Vous pouvez également trouver des livres en ourdou Sirat Seerat Un Nabi en ourdou par Allama Shibli Nomani et Atlas Seerat-un-Nabi (PBUH) par le Dr Shauqi Abu Khalil bien plus dans ce fichier. Il existe la plupart des Sunnats du Prophète Muhammad (que la paix soit sur lui) et la plupart des experts de la vie.
Pyare Nabi s.a.w ki Pyari Sunnaten livre écrit par Maulana Hakeem Muhammad Akhtar Sahib. Ce livre contient une collection de Sunna liée à la vie de notre Saint Prophète Sallallahu Alaihi Wasallam dans la routine quotidienne en langue ourdou.
Le livre islamique en ourdou «Pyaray Nabi Ki Pyari Sunnatein écrit par Maulana Hakeem Muhammad Akhtar Sahib» est maintenant disponible sur le site In UrduGuest dans un document PDF de haute qualité pour l'étude de nos visiteurs.
NAQSH E QADAM NABI KE HAIN JANNAT KE RAASTE,
ALLAH SE MILATE HAIN SUNNAT KE RAASTE
Hadees mai hai ke Nabi (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne irshad farmaya :
Jis Shakhs ne Meri Sunnat ki Hifazat ki (Dil o Jaan se isko mazboot pakda aur ispar amal kiya) à ALLAH Ta'ala 4 baaton se iska ikraam karega.
1) Nek Logo ke Dilo me iski Mohabbatpaida karega.
2) Fajir aur Badkar Logo ke Dilo me Haibat daal dega.
3) Rizq me Wus'at aur Barkat ataa karega.
4) Deen me pukhtagi Naseeb farmayega.
(Sharah Sharatul Islam : page 8, Syed Ali Zadah)
Wazu aur Miswak ki Sunnatain
Jub zarurat se farig hon to wazu karna chahiye aur jub wazu Karen to in sunnaton ka lihaz rakhen, hamara wazu hamare Rasool sallaallahu alaihi wasallam ki pyari sunnaton k sath ada hojaye. Kis qadar khush nasibi ki baat hai.
*********{Miswak}************
Coran Majeed ki tilawat k waqt, Muh me badbo k ehsas k waqt, Neend se bedar hote waqt, aur wazu karte waqt in tamam Mawaqe pr Miswak krte huwe Aadmi apne Muh ko saaf bhi rakh skta hai aur apne Rub ko razi bhi kr skta hai , Aur bisiyoon martaba isi sunnat per amalkrte huwe Ajr-o-Sawab ka Zakhira bhi kr skta hai, Huzoor sallaallahu alaihi wasallam ne Irshad Farmaya : « Miswak muh ki Pakizgi ka Zariya aur rub ki Khushnudi ka sabab hai ».(Ahmed)
SHARA'IT E NAMAZ
Shara'it e Namaz 7 hain :
1) Badan ka Paak hona.
2) Kapde ka Paak hona.
3) Jagah ka Paak hona.
4) Satar (Naaf se Ghutne tak ka hisse) ka chupana.
5) Namaz ka Waqt hona.
6) Qiblah ki taraf munh karna.
7) Niyyat Karna.
NAMAZ KE FARA'IZ
Namaz ke Fara'iz 6 hain :
1) Takbir et Tahrima yani "ALLAHU AKBAR" kehna.
2) Qiyaam yani khada hona.
3) Qira'at yani Coran ki 3 choti Aayaat ya 1 badi Aayat ka parhna.
4) Ruku'a karna.
5) Dono Sajde Karna.
6) Qa'ada e Akhirah me Tash'hud ki miqdar baithna.
Les sujets suivants ont été abordés dans cette application :
- WAJIBAAT ET NAMAZ
- Namaz k 14 Wajibaat hain.
-NAMAZ KI 51 SUNNATEIN
-QIYAAM MOI 11 SUNNATE HAIN.
- Qira'at ki 7 hain sunné.
- Ruku'a ki 8 sunné.
- Sajde ki 12 sunnate
- Qaidah ki 13 sunnate.
- Guftagu ki Sunnatain
- Timardari (Iyadat) ki Sunnatain
-Cheenk Laine ki Sunnatain
- Khane se Pehle aur Baad ki Sunnatain
- Pani Peene ki Sunnatain
- Jumah k Din ki Sunnatain
- H A D E E S
- Aamalé Juma
-JUMMA KI SUNNATE
- Sone se Pehle aur Baad ki Sunnatain
- Majlis se Uthte waqt ki Sunnatain
- Tilawat-e-Coran k 2 Ahem Aadab
- Tilawat-e-Coran ki Sunnatain
- Kapde Pahnne ki Sunnatain
- Kisi k Ghar me Jate waqt ki Sunnatain
- Mehman Nawazi ki Sunnatain
- Khane se Pehle aur Baad ki Sunnatain
Telechargé par
Orlando Cooper
Nécessite Android
Android 4.4+
Catégories
Use APKPure App
Get Pyare Nabi(PBUH) ki Sunnatain old version APK for Android
Use APKPure App
Get Pyare Nabi(PBUH) ki Sunnatain old version APK for Android