Kami gunakan kuki dan teknologi yang lain pada laman web ini untuk menambah baik pengalaman anda.
Dengan klik mana-mana pautan pada halaman ini, anda bersetuju dengan Dasar Privasi dan Dasar Kuki kami.
Ok Saya Setuju Baca Yang Selanjutnya

Mengenai Jumma Ki Khasoosiyat

Buku Jumma Ki Khasoosiyat adalah untuk ucapan-ucapan di Masjid untuk mendapatkan bantuan

Buku ini khas untuk mereka yang berkhidmat sebagai imam di masjid-masjid agar mendapat bantuan berkenaan dengan Jumu'ah dan mudah menjelaskan ciri-ciri Jumu'ah.

Dalam buku ini anda boleh belajar tentang adab hari Jumaat, Sunnah Jumaat dan keutamaan hari Jumaat.

Dalam buku ini anda belajar tentang apa itu Faedah dan mendapat rahmat daripada Allah pahala apabila sesiapa datang pada masa dan masa terakhir.

Apakah hukum hari jumaat menurut al-Quran dan as-Sunnah?

Hari Jumaat adalah raja segala hari dan ia mempunyai banyak keutamaan.

Al Quran :

Wahai orang-orang yang beriman! Apabila diserukan azan untuk mengerjakan sembahyang pada hari Jumaat (hari perhimpunan, yawm al-Jumu’ah), bersegeralah kamu kepada mengingati Allah, dan tinggalkan perniagaan (dan perdagangan): Yang demikian itu lebih baik bagi kamu jika kamu mengetahui!

Dan apabila telah ditunaikan sembahyang, maka bertebaranlah kamu di muka bumi dan carilah karunia Allah, dan bertasbihlah dengan memuji Allah, supaya kamu berjaya.

— Qur’an, sura 62 (Al-Jumua), āyāt 9-10

JUMA, BAHTAREEN DIN(DAY) :

” Bahtareen din, jis par suraj nikal(rise) kar chamke, juma ka din hai, isi din hz adam (as) paida hue, isi din jannat me daakhil kiye gaye, isi din jannat se(zameen par) utaare gaye aur qayamat bhi jumah ke din qayam hogi”

( muslim, aljuma, baab youmul juma 854)

JUMA KI FARZIYAT :

Irshaad bari taala hai:

” aiy iman walon! Jab jumah ke din namaz(jumma) ke liye azaan di jaaye to allah ke zikr(khutba aur namaz) ki taraf daudo aur (us waqt) kaarobaar chhod do, agar tum samjho to yah tumhare haq me bahut bahtar hai”

(surah juma)

Hazrat Abu Jaad Jamri R.A se riwayat hai ki aap (sallallahu alaihi wasallam) ne farmaya:-” jo shakhs susti ki wajah se 3 jumah chhod den to allah taala uske dil par muhar laga deta hai”

(abu dawood abwabul juma 1052, tirmizi 499,)

aap(sallallahu alaihi wasallam) ne farmaya:-” log jumah chhodne se baaz aa jaayen warna allah taala unke dilon par muhar laga dega phir We ghaafil ho jaayenge”

(muslim al juma 865)

Hazrat Ibne Masud R.A se riwayat hai ki aap(sallallahu alaihi wasallam) ne un logon ke gharon ko jo( susti ki wajah se) jumah se peeche rah jaate hain, jala dene ka iraada kiya”

(muslim, al masjidon 652)

Malum huwa ki juma ka chhodna bahut bada gunah hai, is par kadi warning hai, isliye har musalman par juma padhna farz hai, isme bilkul bhi susti nahi karni chahiye, jab khateeb mimber par chade , aur azaan ho jaaye to saare kaarobaar haram ho jaate hain

JUMA KE MASAIL :

1- Aap(sallallahu alaihi wasallam) ne farmaya:-” jiska allah aur aakhirat par imaan hai us par juma farz hai, mareez, musaafir, na-baaligh ladka aur ghulaam juma ki farziyat se bahar hain (agar chaahen to padh len warna johar ki namaz ada karen)

(abu dawood abwabul juma 1067, imam nawawi ne sahih kaha hai)

2- aap(sallallahu alaihi wasallam) ne farmaya:-” jo shakhs juma ke din khoob acchi tarah nahaaye aur paidal(masjid me) jaaye, imam ke nazdeek Hokar dil lagakar khutba sune aur koi bekaar baat na kare to usko har qadam par ek saal ke roze aur uski raaton ke qayaam ka sawaab hoga”

(tirmizi, al juma 495, abu dawood taharat 345, ibne habban 559, haakim 1/281-282)

Hazrat Salman Farsi Radiallahu Anhu se riwayat hai ki, aap(sallallahu alaihi wasallam) ne farmaya:- jo shakhs juma ke din nahaaye aur jis qadar paaki haasil ho sake kare,( muchen katraaye, naakun kataaye, zere naaf baal kaate, aur bagalon ke baal door kare etc) phir tail(minyak) ya apne ghar se khusbu lagaaye aur (juma ke liye) masjid ko jaaye,(wahan) do aadmiyon ke beech raasta na banaaye( balki jahan jagah mile baith jaaye) phir apne muqaddar ki namaz padhe , phir dauraan e khutba khaamosh rahe to uske pichle juma se lekar is jumah tak ke gunah maaf kar diye jaate hain”

(bukhari al juma 883,910)

Apa yang baru dalam versi terkini 2.3.8

Last updated on Aug 31, 2024

fix error
add voice to listen and learn

Terjemahan Memuatkan...

Maklumat APLIKASI tambahan

Versi Terbaru

Minta Jumma Ki Khasoosiyat Kemas kini 2.3.8

Dimuat naik oleh

هشومي كشخه

Memerlukan Android

Android 4.2+

Available on

Dapatkan Jumma Ki Khasoosiyat melalui Google Play

Tunjukkan Lagi

Jumma Ki Khasoosiyat Tangkapan skrin

Bahasa
Langgan APKPure
Jadilah yang pertama untuk mendapatkan akses kepada pelepasan awal, berita, dan panduan permainan dan aplikasi Android terbaik.
Tidak, Terima kasih
Daftar
Berjaya berjaya!
Anda kini melanggan APKPure.
Langgan APKPure
Jadilah yang pertama untuk mendapatkan akses kepada pelepasan awal, berita, dan panduan permainan dan aplikasi Android terbaik.
Tidak, Terima kasih
Daftar
Kejayaan!
Anda kini melanggan surat berita kami.