Use APKPure App
Get DeraMasoomia old version APK for Android
Khatme Khawajgan Sharif Silisla Alia Naqshbandia Mujadadia Nawabia Masomia Azmia
Ye application Silisla Alia Naqshbandia Mujadadia Nawabia Masomia Azmia k barey men hen.
Is Aplication men
1.Khatmat e Khawajan:
Khatam e khawajgan jo Quran e Pak ki Choti Choti Ayat se liye gaye alfaz or Hazrat Mujjadad Alif Sani(R.A) k bataye hue wazifun ka majmua he.
Hazrat Mujjadad Alif Sani(R.A) Farmaty hen k jo shakh Khatam e Khawajgan sharif bawazu ho kar or adab se beth k parhta he tu
parhne wale,sunney wale or jis ko aisal e sawab kia jaye Allah pak 360
Martaba Quran e Pak Parhne k barabar sawab ata farmata he.
2.Shajra Pak:
Shajra Sharif silsila alia Naqshaband k Tajdar Hazrat Abu Baker Siddique(R.A) se chalta hua Hazrat Mujjadad Alif Sani(R.A) or
phir apse Hazrat Khawaja Nawabuddin saheb(R.A) phir apke bete Khawaja Muhammad Masoom(R.A) or phir Sufi Muhammad Azam Masoomi
saheb jo khawaja Muhammad Masoom(R.A) k Khalia or faizyafta hen.
Sufi Muhammad Azam Masoomi Sajada Nashin Dera Masoomia:
Sufi Muhammad Azam Masoomi saheb 1962 men Lahore men peda hua.Apne apne 1977 men
Khawaja Muhammad Masoom saheb(R.A) ki bait farmayi.1989 men Khawaja Muhammad Masoom saheb(R.A)
ne apko Khilafat ata farmayi.Murshid Pak k mission ko le kar pori dunya men apne Allah ho ki sadayen buland ki.
Murshid pak k hukam se apne Jamia Masjid Masoomia Dera Masoomia men tamir karwayi jis ki bunyan khud Khawaja Muhammad Masoom saheb(R.A)
ne rakhi thi.
3.Dua jese Khawaja Sarkar(R.A) farmaya karte they.
4.Wazifa yani Kahtam e Khawajgan parhne ka tarika.
Talib e Dua:
Khawaja Hussnain Masoomi khadim e Dera Masoomia
Last updated on Jun 2, 2020
Minor bug fixes and improvements. Install or update to the newest version to check it out!
ต้องใช้ Android
4.4 and up
Category
รายงาน
DeraMasoomia
1.0 by KHTech
Jun 2, 2020